Allahabad Bank — account poori tarah se chalu na karna

phone
+91 33 2231 9144
website
www.allahabadbank.in
location
2, N. S. Road, Kolkata, West Bengal, India – 700001

Sir mai 26 november ko account khola tha. Aur pura proof diya tha. Lekin mere account me 15december ko paisa aya to mai nikalane allahabad bank mai gaya. Aur apane account se paisa nikalane ko kaha to bank ke cassier ne kaha ki mere account mai cvc nahi huya abhi tumhara paisa nahi nikalega. Aur kaha tum apana adher kard dedo aur next day aana. Aur jab mai agle din gaya to dubara phir yahi kaha. Mai phir agle din gaya to phir yahi kaha aur jab mai dusare din gaya to kaha ki cvc jodane mai time lagata. Abi mai tumhe clear nahi bata sakata ki kitana time lagega. Sir mere yaha see bank 2.5km dur padata aur koi sadhan bhi nahi bank jane ke liye. Aur sir mai ek left pair se viklong hu. And roj paresan karate aur mera paisa bhi nahi nikate.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *